Guru Mahima

 

With Guru Ji in our lives, all of us experience various miracles (mahima) on a day to day basis. Some of them may seem very small, others may seem big….however, all experiences of Guru Ji’s greatness are valuable. Guru Mahima is what gives strength to our shradha towards Guru Ji. Knowing about the experiences of others, gives one the confidence in their own belief. We all would be grateful if you can share your experiences below. The experiences will be posted back on the website.

 

Jai satguru ki…… Hamare guru ji ki mahima ki shabdo se vyakhya nahi ki ja sakti because shwaans insaan ko jeevit rakhti hai jo ki har pal jaroori hai aur ye insaan ko ishwar dete hai, ishwar kya shakti hai ye hame hamare guru ji ne hi bataya hai…..hum sabhi har moment par inki kripa ko mehsoos karte hai jo ek sansaari manushya nhi samajh sakta hai..hamare guru ji har pal hamari madad karte hai….
Jai Satguru Bhagwaan ki… – Mahima submitted by Saagar

 

Jai guru dev ki
mai iss samey hong kong me hun aur mere paas guru ji ki ek bhi photo nhi hai aur jo mobile me thi bhi wo bhi galti se delete ho gyi thi.
kal hi achanak mujhe guruji ki bahut yaad aayi to maine india me apni sister ko phone kar k bola plz mujhe guruji ki ek photo send kar do watsapp par. Lekin usko mera message nhi mila . Maine socha ab kaise dekhoongi unko kaha se laaoo unki photo lekin surprise net par itni saari photos, unki mahima , unka vedio oh god!!! Maine unko jee bhar k dekha khoob roi aur photo download bhi kar liya.
a lots of thank jisne bhi ye facebook par account banaya hai.
baat sunne me ya padhne me jaroor choti si lagti hai par jo anubhav karta hai wo janta hai ki usne kya paya hai.
Mere paas to guru ji ki mahima ki lambi list hai ,ye to bas aaj ka experience hai.
mai guruji se yahi pray karungi ki apni kripa mujh par mere parivaar par aur sabhi bhakto par banaye rakhe aur mai roz hi unka anubhav karti rahu.
jai guru dev ki. – Mahima submitted by Prachi Chaurasia

 

Jai satguru ki ..aaj subah office jate samay gaadi ki chabi nahi mil rahi thi jaha tangi hoti hai..idhar udhar dekha bag mein dekha office vala nahi mila fir guruji ka dhyan kiya ki bhudhi mein ajao yaad dilado kaha rakhdi fir duplicate khoji voh bhi nahi mili fir vapis bag ke pas gaya aur apne ap hath side jeb mein gaya vaha thi ..halki si muskan aai aur dhanyavad diya guruji ka ki mil gayi..der ho gayi nikalne mein 10 15min to gurujise prarthna karte huey chalte gaye ki aap rasta saaf kardena aur time pe pahucha dena..rasta bhi saaf mila aur roj se kam time mein office bhi pahuch gaye. Dhanyavad guruji ka sab kara dete hai. – Mahima submitted by Rochak Mehrotra

 

Pujya Guru ji ki mahima: what to write & how to explain: oh! ….I can never frgt, in 1974: I was not appearing in B.Com final exam as, because of one subject I wl loose my 1st division. Guru ji told me, no”Beenu:: u appear” I was in a fix… what to do. Then Guru ji started a bhajan “arey logon tumhe kya hai ya vo jane ya main janoo……I understood that I have to do my karma with an indomitable faith that Guru ji wl take care my div. It was 7oclock in the morning, I straight went to exam. hall I stunned to listen that old paper cancelled, new paper is coming. Seeing the new paper I virtually started weeping as I could solve each & every question. After paper again I went to GURU ji told the story, started weeping,the smile of Guruji was telling like this:: achha beta mujhe to pehle hi malum tha. This chamatkar was turning point of my bhakti, prem, vishwas & devotion . Mere pyare Guru ji ko aneko pranam jai GURU ki – Mahima submitted by Umesh Chopra (Binu)

Leave a comment